Before you begin
Vivo Y83 Charging Port Replacement Guide Is guide me Vivo Y83 ka charging port (charging pin) change karne ka mukammal tarika bataya gaya hai. Agar aapka Vivo Y83 slow charge ho raha hai, cable hilane se charge hota hai, ya bilkul charge nahi ho raha, to iska charging base kharab hai. Neeche diye gaye steps ko follow karke aap isy khud change kar sakte hain.